Monday, 23 July 2012

dhundh k paar

dhundhla sheher ,
dhundhla sa ghar ,
dhundhli fiza kyun lag rahi.




dil khol ke barsi abhi,
barish ki boondein kaaanch pe ( khidki ke)
jane  kyu hain  ye kab se yahin -  thehri hui ...


chupta nahin  koi saar hi,
dikhta nahin uss parr bhi,
kya chahti humko sikhana baat ye koi nai ?


               













No comments:

Post a Comment